خواب میں چوری کرنا دیکھنا
اگر دیکھے کہ کسی کا مال چرایا ہے اور کچھ خرچ کیا ہے۔ دلیل ہے کہ اس کوپکڑیں گے اور اگر دیکھے کہ چرانے کی نیت تھی اور چرایا نہیں ہے۔ دلیل ہے کہ کسی کو بری با پہنچائے گا ۔ اور بعض کہتے ہیں کہ بیمار ہوگا اور شفاء پائے گا۔ اور اگر دیکھے کہ اس کے گھر سے کچھ چرایا ہے۔ دلیل ہے کہ اس کو کوئی آفت اور رنج پہنچے گا۔
حضرت ابراہیم کرمانی رحمت اللہ علیہ نے فرمایا ہے کہ اگر دیکھے کہ وہ چور کے ہاتھ میں قید ہوا ہے۔ دلیل ہے کہ اس کا حال بد ہوگا اورغم و اندوہ میں اسیر ہوگا۔ اور اگر دیکھے کہ چوروں نے اس کا راستہ بند کیا ہے۔ دلیل ہے کہ وہ شخص غم واندوہ د یکھے گا۔
حضرت جابر مغربی رحمت اللہ علیہ نے فرمایا ہے اگر دیکھے کہ چورلوگوں کا سامان لے گئے ہیں۔ دلیل ہے کہ اس کاعیش تباہ ہوگا۔ اور حضرت جعفر صادق رحمت اللہ علیہ نے فرمایا ہے کہ چوری خواب میں بیماری ہے اور اہل تعبیر نے بیان کیا ہے کہ جس جگہ چوری کریں دامادی کی دلیل ہے۔ یالڑکا پیدا ہوگا اور اگر صاحب خواب کا کوئی لڑکا غائب ہے تو سلامتی سے واپس آئے گا۔
حضرت دانیال رحمت اللہ علیہ نے فرمایا ہے کہ خواب میں چور کا دیکھنا خیانت اور حیلہ ہے۔
agar dekhe ke kisi ka maal churraya hai aur kuch kharch kya hai. Daleel hai ke is ko pakren ge aur agar dekhe ke churanay ki niyat thi aur churraya nahi hai. Daleel hai ke kisi ko buri baat pohanchaye ga. aur baaz kehte hain ke bemaar hoga aur Shifa paye ga. aur agar dekhe ke is ke ghar se kuch churraya hai. Daleel hai ke is ko koi aafat aur ranj puhanche ga .
hazrat ibrahim karmaney rehmat Allah alaihi ne farmaya hai ke agar dekhe ke woh chor ke haath mein qaid howa hai. Daleel hai ke is ka haal bad hoga our gham o andoh mein aseer hoga. aur agar dekhe ke choron ne is ka rasta band kya hai. dalil hai ke woh shakhs gham o andoh dekhy ga .
hazrat jabir maghribi rehmat Allah alaihi ne farmaya hai agar dekhe ke chor logon ka samaan le gaye hain. Daleel hai ke is ka aish tabah hoga. aur hazrat Jaffer Sadiq rehmat Allah alaihi ne farmaya hai ke chori khawab mein bemari hai aur ahal e tabeer ne bayan kya hai ke jis jagah chori karen damad ki Daleel hai. ya larka peda hoga aur agar sahib khawab ka koi larka gayab hai to salamti se wapas aaye ga .
hazrat Danyal rehmat Allah alaihi ne farmaya hai ke khawab mein chor ka dekhna khayanat aur heela hai.
If he sees that someone's property has been stolen and something has been spent. The argument is that he will be caught if he sees that there was an intention to steal and not steal. The argument is that it will hurt someone. And some say he will get sick and be healed. And if he sees that something has been stolen from his house. The argument is that he will have some calamity and suffering.
Hazrat Jabir Maghribi (may Allah have mercy on him) has said that if he sees that the goods of the thieves have been taken away. The argument is that this Kaish will be destroyed. And Hazrat Jafar Sadiq (may Allah have mercy on him) has said that theft is a disease in a dream and the interpreters have stated that wherever they steal, it is evidence of son-in-law. The boy will be born and if the dreamer is missing, he will return safely.
0 تبصرے