خواب میں ناچ گانا دیکھنا
khwab mein kisi ko nachte dekhna
khawab mein yeh museebat par Dalalat karta hai agar kisi aur ke liye naacha ho to Daleel hai ke is ki museebat mein shareek hoga- agar koi apne ghar mein tanha naacha to Daleel hai woh khush hoga aur sairaab ho ga kyunkay nachna khushi aur khushhali par hota hai beemar agarnachay to Daleel hai ke is ki pareshani barhay gi. agar kisi ko nachney ke liye kench le gaya to yeh takleef aur tohmat se nijaat ki Daleel hai. bachaon ke liye nachna acha nahi hai aur is se is ke goonga honay ka khatrah hai kyunkay goonga hathon se ishara karta hai aur bachay bhi naachtay hue hathon se ishara kartey hain. agar qaidi ne dekha ke woh naach raha hai to yeh alamat hai woh qaid se azad hoga- onchi jagah par nachna khoon ki alamat hai.
khwab mein kisi ko nahate hue dekhna
agar kisi ne dekha ke woh apne ghar mein naach raha hai aur is ke ird gird ke log baithy hain un mein koi ajnabi nahi to yeh sab logon ke liye acha khawab hai. agar kisi ne dekha ke is ki biwi beti ya baaz qareebi rishta daar aurat naach rahi hai to yeh achi alamat hai aur khushi aur barri izzat par Dalalat karta hai. bemaar ka nachna uski lambi bemari par Dalalat karta hai khuwa mard ho ya aurat.To see dancing and singing in a dream
If a person dances alone in his house, then the argument is that he will be happy and he will be irrigated, because if he chooses to be unhappy, he will be happy and prosperous. So this is the proof of salvation from pain and slander. it is not good for the child to choose and there is a danger of him becoming dumb. Because the dumb one gestures with his hands and the child also gestures with his dancing hands. If the prisoner sees that he is dancing, it is a sign that he will be released from prison.
0 تبصرے