Email subscription

khwab mein pazeb dekhna

خواب میں پازیب دیکھنا 

حضرت ابن سیرین ﷺ نے فرمایا ہے کہ اگر مردخواب میں دیکھے کہ اس کے پاؤں میں پازیب ہے تو اس کے رنج کی دلیل ہےاور اگر چاندی کی دیکھے تو سختی کم تر ہے۔ حضرت ابراہیم کرمانی ﷺ نے فرمایا ہے کہ پازیب کا عورت کے لیے دیکھنا شوہر ہے اور دیکھنا اچھا ہے اورسونے کی دیکھنا عورتوں کے لیے ملک ہے اور مردوں کے لیے حرام ہے۔ اور اگر دیکھے کہ پازیب پاؤں سے نکالی ہے یا کھوئی گئی ہے تو دلیل ہے کہ وہ مرد دل کے رنج سے نجات پاۓ گا ۔

khwab mein pazeb dekhna

khwab mein pazaib dekhna

hazrat Ibn sereen ne farmaya hai ke agar mard khwab mein dekhe ke is ke paon mein paazeb hai to is ke ranj ki Daleel hai aur agar chandi ki dekhe to sakhti kam tar hai. hazrat ibrahim karmaney rahmat ullah alie ne farmaya hai ke pazeb ka aurat ke liye dekhna shohar hai aur dekhna acha hai our sony ki dekhna aurton ke liye mulk hai aur mardon ke liye haraam hai. aur agar dekhe ke pazeb paon se nikaali hai ya khoyi gayi hai to Daleel hai ke woh mard dil ke ranj se nijaat paye ga.

Seeing anklets in a dream

Seeing anklets in a dream

Hazrat Ibn Sireen (may Allah be pleased with him) has said that if a man sees in his dream that there is an anklet in his foot, then it is a sign of his pain and if he sees silver then the severity is less. Hazrat Ibrahim Kirmani has said that it is good for a woman to see an anklet for her husband and it is good to see it. And if he sees that the anklet has come out of the foot or is lost, then the proof is that the man will be saved from heartache. 

ایک تبصرہ شائع کریں

0 تبصرے