خواب میں سونے کا کڑا دیکھنا
کڑے جو ہاتھوں میں پہنتے ہیں ۔ حضرت ابن سیرین رحمت اللہ علیہ نے فرمایا ہے کہ خواب میں کڑے عورتوں کے لئے شوہر ہیں اور مردوں کے لئے غم واندوہ ہے۔ اگر دیکھے کہ اس کے پاس چاندی کا کڑاہے۔ دلیل ہے کہ اس کا اندوہ کم ہوگا۔حضرت ابراہیم کرمانی رحمت اللہ علیہ نے فرمایا ہے کہ اگر دیکھے کسی نے اس کو کڑا دیا ہے۔ دلیل ہے کہ اس کا فرزند یا بھائی پیدا ہوگا۔ اور اگر یہ خواب عورت دیکھے تو شوہر کرے گی۔
حضرت جابر مغربی رحمت اللہ علیہ نے فرمایا ہے۔ اگر خواب میں دیکھے کہ اس کے دونوں ہاتھوں میں کڑے ہیں تو دلیل ہے کہ اس کو مال اورنعمت سے رنج حاصل ہوں گے۔
حضرت جعفر صادق رحمت اللہ علیہ نے فرمایا ہے کہ خواب میں کڑوں کا دیکھنا پانچ وجہ پر ہے۔ اول ریاست۔ دوم: حکمت سوم مکر۔ چہارم غم پنجم : برادر یا فرزند۔
khawab mein sonay ka kara dekhna
karre jo hathon mein pehantay hain. hazrat ibn sereen
rehmat Allah alaihi ne farmaya hai ke khawab mein karre aurton ke liye shohar hain aur mardon ke liye gham u andoa hai. agar dekhe ke is ke paas chandi ka karra hai. Daleel hai ke is ka andoh kam hoga .
hazrat ibrahim karmaney rehmat Allah alaihi ne farmaya hai ke agar dekhe kisi ne is ko kara diya hai. Daleel hai ke is ka Farzand ya bhai peda hoga. aur agar yeh khawab aurat dekhe to shohar kere gi .
hazrat jabir maghribi rehmat Allah alaihi ne farmaya hai. agar khawab mein dekhe ke is ke dono hathon mein karre hain to Daleel hai ke is ko maal our naimat se ranj haasil hon ge .
hazrat Jaffer Sadiq rehmat Allah alaihi ne farmaya hai ke khawab mein karvao ka dekhna paanch wajah par hai. awwal riyasat. doum : hikmat soum makr. chaharum gham panjum : brother ya Farzand
To see a gold bracelet in a dream
says If we see that he has a silver bracelet, the reason is that he is sad
Hazrat Ibrahim Kirmani (may Allah have mercy on him) said that if anyone saw it, he would give it to him. Because her son or brother is born. And if she has a dream, then her husband will do it.
Hazrat Jabir Maghribi (may Allah have mercy on him) said: If he sees in a dream that both of his strengths are strong, then the reason is that he is suffering from wealth and blessings.
Hazrat Jafar Sadiq (may Allah have mercy on him) said that because of frequent five in a dream. The first state. Second: Wisdom. Fourth grief Fifth: Brother or son.
0 تبصرے